Insane

Menu

  • Villages
  • Useful Forum
  • Hindi Articles
  • Latest Songs
  • Haryanvi Singers
  • Wallpapers (HD & 3D)
  • Hindi Sayri
  • Upload Files
  • Create Website
  • Downloads
  • Photo Gallery

Temples of Village Mugalpura


Read in Hindi
Shiv Mandir, Mugalpura
Hanuman Mandir, Mugalpura
Baba Joginath Ji ki Kutiya
Nagar Khera, Mugalpura

image"alt="image"> image image

Shiv Mandir, Mugalpura


Shiv Mandir: Mugalpura gavon ke utar-purav disha me Shiv Mandir hai. Jiski stapna gramvasio ke shyog se 25 November, 2008 ko hui. Yhan par Jagran, Bhandare, or puja-paath hote rhte hai. Sath me yhan Shree Balaji bhi nivaash krte hai. Bolo Shiv Shanker Bhagvan ki . . . Jai!!!



Hanuman Mandir, Mugalpura


Hanuman Mandir: Mugalpura ke utar disha (North) me Shree Hanuman Mandir hai. Jiska nirman baba joginath ji ne gavon wale ki madad se 1977 me krvaya tha. Yhan bhagatjan subh-shaam puja-paat krte hai. Bolo Balaji Maharaj ki . . . Jai!!!



Image
Image

Baba Joginath Ji ki Kutiya


Mugalpura Gavon ke south direction (daksin disha) me Uklana-Bhuna Road par baba Joginath ji maharaj ki kutiya hai.

Jiska nirman 1978 me hua tha.
Jhan par baba ji rhte the or jo bhagwan shree Kirshan ji ke param bhagat the.
19 May 2010 ko baba ji ne smadhi dharan kr li, or yhan par unki partima stapit kr di gyi.
Aaj bhi bhagat-jano ke dillo me baba ji ke parti aastha or vishwash hai.
Baba ji ne gavon ko aneko samysao se mukti dilai hai.
Jese Kuye me pani, etc, or har 9vi ko yhan par puja paath hota hai.
Dil se bolo:
Jai Baba Joginath Ji Maharaj Ki . . .
Jai !!!



Nagar Khera, Mugalpura


Nagar Khera: Gaon Mugalpura ke beech me Nagar Khera (Dada Bhomiya ji) ka mandir hai, jiska nirman 1992 me hua tha. Yhan par sunday, Purnima ke din dhok-pooja hoti hai, "Jai Nagar Khera ki!".



History of "thee":-


Post By: Parveen from Mugalpura
As old people say there is a well organized city name called "Devalgarh".
There was a thief named "jaani chor" in this city.
The cave of "jaani chor" is present now which is closed with sand now.
There are no idea how much long it is.
A river was flow near the city was called "Haabu Dariya".
Now the rive has been lost & the city has been totaly distroyed but the treasur of the city is found now in rainy days.
Peoples come from so far with there faith.

<< Back to Mugalpura
>>
>>

Share to: fbfacebook ttwitter G  Google


DeshiDJ.waphall.com

Visitor: online T:1662 M:2 W:1 D:1x